Indian Film History

Mann Beqaid Huva Lyrics

From Anaarkali Of Aaraah (2017)

Singers
Sonu Nigam
Duration
2:30
Mitti jism ki geeli ho chali Mitti jism ki Khushboo iski rooh tak ghooli Khushboo iski Ik lamha banke aaya hai Ik lamha banke aaya hai Sadh zakhmon ka vedh Mann beqaid huva Mann beqaid Mann beqaid huva Mann beqaid Rafta rafta muskilein Apne aap kho rahi Itminaan se kasmein kas kahi jaake so rahi Dustan dene lagi hawa ab chatanon pe Zinda hao toh kiska bas hai Armaanon pe koi sehra bandhe aaya hai Sadh zakhmon ka vedh Mann beqaid huva Mann beqaid Mann beqaid huva Mann beqaid Ab talak jo the dabein Raaz wo khul rahein Darmiyan ki faslein Ik rang mein ghoul rahein Do saanson se jali jo lau ab wo khaffi hai Meri bhitar kuch na rha par tu baki hai Ik katara banke aaya hai Sadh zakhmon ka vedh Mann beqaid huva Mann beqaid Mann beqaid huva Mann beqaid.

More songs from Anaarkali Of Aaraah

Mann Beqaid Huva Lyrics - Anaarkali Of Aaraah (2017) | Indian Film History