Mera Balam Bambaiya Lyrics | Anaarkali Of Aaraah

Lyricist : Avinash Das
Music Director : Sandiip Kapur , Rohit Sharma
Singer :
                        
                        Mhare sharam ke main neeche ghadi thi
Angiya samaye na joban padi thi
Re mhare sharam ke main neeche ghadi thi
Angiya samaye na joban padi thi

Peeche se mahra jo dhakka
Kasam se anaadi banaya re
Re peeche se mahra jo dhakka
Kasam se anaadi banaya re
Mora balam bambaiya banaras se
Saadi mangaya re

Uske bina main to pyasi mari thi
Aankhon se unki ye aankhe ladi thi
Haye uske bina main to pyasi mari thi
Aankhon se unki ye aankhe ladi thi
Humpar humch ke hawa mein
Harrami ne gaadi udaya re
Humpar humch ke hawa mein
Harrami ne gaadi udaya re
Hey hey hey
Mora balam bambaiya banaras se
Saadi mangayi re

Dhuk dhuk kaleza tha kaisi ghadi thi
Chehre ki jaise hawaye udi thi
Dhuk dhuk kaleza tha kaisi ghadi thi
Chehre ki jaise hawaye udi thi
Sola tarahse badan ko nihara
Balam bohraya re
Sola tarahse badan ko nihara
Balam bohraya re
Mera balam bambaiya banaras se
Saadi mangayi re
Mera balam bambaiya banaras se
Saadi mangayi re haan