Indian Film History

Chandaniya Nadiya Lyrics

From Anjaan (1956)

Duration
3:56
Chandaniya nadiya beech nahaaye O sheetal jal mein aag lagaaye Ke chanda dekh dekh muskaaye Ho raama ho raama ho Chandaniya nadiya beech nahaaye O sheetal jal mein aag lagaaye Ke chanda dekh dekh muskaaye Ho raama ho raama ho Poochh rahi hai lahar lahar se Kaun hai ye matwaali Poochh rahi hai lahar lahar re Kaun hai ye matwaali Tan ki gori chanchal chhori Gende ki ek daali Ho ho ho Roop ki chadhti dhoop sunahra Rang aaj barsaaye Ho raama ho raama ho Chandaniya nadiya beech nahaaye O sheetal jal mein aag lagaaye Ke chanda dekh dekh muskaaye Ho raama ho raama ho Parbat parbat ghoom ke aayi Ye albeli dhaaraa Parbat parbat ghoom ke aayi Ye albeli dhaaraa Kyaa jaane kis aasmaan se Toota hai ye taara Ho ho ho Shola banake phool kanwal ka Jal mein bahtaa jaaye Ho raama ho raama ho Chandaniya nadiya beech nahaaye O sheetal jal mein aag lagaaye Ke chanda dekh dekh muskaaye Ho raama ho raama ho Chandaniya nadiya beech nahaaye O sheetal jal mein aag lagaaye Ke chanda dekh dekh muskaaye Ho raama ho raama ho.

More songs from Anjaan

Chandaniya Nadiya Lyrics - Anjaan (1956) | Indian Film History