Indian Film History

Sabse Mehangi Cheez Mohabbat Lyrics

From Anjaan (1956)

Duration
3:17
Sab se mehangi cheez mohabbat Duniya ke baazaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Arre sab se mehangi cheez mohabbat Duniya ke baazaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Shaadi ek baras ka mera Uske baad jhamelaa Babuji bechaare coolie Biwi bachche thela Arre the thela The thela thela Are thhela arre thhe thhela Shaadi ek baras ka mera Uske baad jhamelaa Babuji bechaare coolie Biwi bachche thelaa Arre shaadi Shaadi ka phir rog lagaana Kaahe ko bekaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Sab se mehangi cheez mohabbat Duniya ke baazaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Rahen salaamat hotel waale Choolhaa kaun jalaaye Subah sawere sabzi mandi Chakkar kaun lagaaye Rahen salaamat hotel waale Choolhaa kaun jalaaye Subah sawere sabzi mandi Chakkar kaun lagaaye Arre azaadi se rehna Jab tak jeena hai sansaar mein Achcha hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Sab se mehangi cheez mohabbat Duniya ke baazaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaaraa Kya rakhha hai pyaar mein Ghar mein aaj nahin hai aataa Khoob chalegaa bata Ghar mein aaj nahin hai aataa Khoob chalega bata Kah gaye beta johny walker Arre waah johny Walker waah waah Kah gaye beta johny walker Shaadi ek gholata Kaun rahe chaprasi bankar Biwi ke darbaar mein Kaun rahe chaprasi bankar Biwi ke darbaar mein Achcha hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Sab se mehangi cheez mohabbat Duniya ke baazaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar mein Sab se mehangi cheez mohabbat Duniya ke baazaar mein Achchaa hai jo rahe kanwaara Kya rakhha hai pyaar Pyaar pyaar pyaar mein.

More songs from Anjaan

Sabse Mehangi Cheez Mohabbat Lyrics - Anjaan (1956) | Indian Film History