Indian Film History

Aaj Ki Rut Hai Lyrics

From Annadata (1952)

Duration
3:25
Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha Aa basa mere khyalo Mein baharo ka sama Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha Jo na toofan mein Wo jawani kya hai Jo na deewana bana de Wo kahani kya hai Aaj har phul pe hota hai Mujhe dil ka guma Aaj har phul pe hota hai Mujhe dil ka guma Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha Bade armaan se sajaya hai Yeh ghar dekho to Ha ji zara dekho to Muskurake na kahiye Ek nazar dekho to Maine kadmo mein Bicha rakha hai Nazro ka jaha Maine kadmo mein Bicha rakha hai Nazro ka jaha Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha Yeh jawani ka nasha Jake nahi aane ka Zindagi naam hai Haste huye lut jaane ka Mere andaz bhi rakhte hai Mohabbat ki juba Mere andaz bhi rakhte hai Mohabbat ki juba Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha Aaj ki rut hai jawa Dil ke mehman yaha.

More songs from Annadata

Aaj Ki Rut Hai Lyrics - Annadata (1952) | Indian Film History