Indian Film History

Aayi Khushi Lyrics

From Annadata (1952)

Duration
3:12
Aayi khushi ban ke bahar Balma aayi khushi ban ke bahar Geet bani dil ki pukar Balma geet bani dil ki pukar Sanso mein khushbu Piya ki basi hai Ji piya ki basi hai Ulfat ke hotho se Pehli hasi hai Ji pehli hasi hai Lo aao chale taaro ke taar Geet bani dil ki pukar Balma geet bani dil ki pukar Pee bataungi mein Naino ke gaav mein Ji naino ke gaav mein Pee bataungi main Pee bataungi main Palko ki chaav mein Palko ki chaav mein Lo aa hi gaya mujhpe yeh haar Geet bani dil ki pukar Balma geet bani dil ki pukar Lachke kamar jaise Phulo ki daliya Ji phulo ki daliya Bachche bajate hai Bachche bajate hai Mil mil ke taliya Ji mil mil ke taliya Lo baaj rahi jivan ki taar Geet bani dil ki pukar Balma geet bani dil ki pukar Aayi khushi ban ke bahar Balma aayi khushi ban ke bahar Geet bani dil ki pukar Balma geet bani dil ki pukar.

More songs from Annadata

Aayi Khushi Lyrics - Annadata (1952) | Indian Film History