Tanha Tanha (Female) Lyrics | Antardwand

                        
                        adhuri kahani meri adura fasana
bujhe sare sapne apne jala aashiya
hai anjaan raaho ki ajnabi fijaao mein
tanha tanha tanha tanha dil mera
tanha tanha tanha tanha dil mera
bas yaado ki parchhaiya
aur bekhudi mein ranjo gam mein dubta ye
tanha tanha tanha tanha dil mera
tanha tanha tanha tanha dil mera

har tarf hai mayusiya har najar swali hai
har tarf hai mayusiya har najar swali hai
har ghadi har ek lamha ab khushi see khali hai
manjilo se door huye pas mere rah gaya
tanha tanha tanha tanha dil mera
tanha tanha tanha tanha dil mera
bas yaado ki parchhaiya
aur bekhudi mein ranjo gam mein dubta ye
tanha tanha tanha tanha dil mera
tanha tanha tanha tanha dil mera

mana raat ka hai aalam aankho mein andhera hai
mana raat ka hai aalam aankho mein andhera hai
agle hi mod pe to ujla sawera
soch soch kar isi ko khush ye aaj ho raha
tanha tanha tanha tanha dil mera
tanha tanha tanha tanha dil mera
bas yaado ki parchhaiya
aur bekhudi mein ranjo gam mein dubta ye
tanha tanha tanha tanha dil mera
tanha tanha tanha tanha dil mera