Indian Film History

Jisne Pyar Kiya Lyrics

From Anuraag (1956)

Lyricist
Kaif Irfani
Duration
3:32
Jisne pyar kiya Uska dushman zamaana Haay Ye mere dil ne pehle na jana Jisne pyar kiya Uska dushman zamaana Haay Ye mere dil ne pehle na jana Yaad jo aaye tujhe Beeti bahaar ki Qasam hai tujhe apne Pehle pehle pyaar ki Yaad jo aaye tujhe Beeti bahaar ki Qasam hai tujhe apne Pehle pehle pyaar ki Yaad na aana nahin to Hansega zamaana Ye mere dil ne pehle na jana Jisne pyar kiya Uska dushman zamaana Haay ye mere dil ne pehle na jana Tera bhi dosh nahin Mera bhi dosh nahin Mujhpe wo beeti hai Ab mujhe hosh nahin Raam hi jaane Ab kidhar hai jana Ye mere dil ne pehle na jaane Jisne pyar kiya Uska dushman zamaana Haay.

More songs from Anuraag