Indian Film History

Nazar Mila Ke Nazar Churana Lyrics

From Anuraag (1956)

Lyricist
Kaif Irfani
Duration
3:02
Nazar mila ke nazar churana Naya tarika ye pyar ka hai Aji na aise mein ruth jana ke Aaj mausam bahar ka hai Nazar mila ke nazar churana Naya tarika ye pyar ka hai Ye do hi din mein badal sa jana Kaha se sikha yu dil lagana Ye do hi din mein badal sa jana Kaha se sikha yu dil lagana Hume bhi aata hai ruth jana Sawal lekin karar ka hai Aji na aise me ruth jana ke Aaj mausam bahar ka hai Tumhe nahi par hame khabar hai Wafa mein apni bada asar hai Tumhe nahi par hame khabar hai Wafa mein apni bada asar hai Jo khich layi hai pas tumko Asar ye dil ki pukar ka hai Aji na aise mein ruth jana ke Aaj mausam bahar ka hai Chalo ji itna hame batao Kasam hamari jo tum chupao Chalo ji itna hame batao Kasam hamari jo tum chupao Ye yaad kis ki sata rahe hai Khyal kis bekarar ka hai Aji na aise mein ruth jana ke Aaj mausam bahar ka hai.

More songs from Anuraag

Nazar Mila Ke Nazar Churana Lyrics - Anuraag (1956) | Indian Film History