Indian Film History

Jaane Yeh Kya Ho Gaya Lyrics

From Armaan (2003)

Lyricist
Javed Akhtar
Duration
4:11
Jaane yeh kya ho gaya Dil to jaise kho gaya Jage jage so gaya dekhona Lage kyon mujhe yeh sama naya Yeh zamin nayi aasmaan naya Duniya hi nayi lagti hai Ho ho ho ho ho ho ha ha ha Jaane yeh kya ho gaya Dil to jaise kho gaya Jage jage so gaya dekhona Lage kyon mujhe yeh sama naya Yeh zamin nayi aasmaan naya Duniya hi nayi lagti hai Yeh saare phool koi baat Mujhse kehte hai Kyon mujhe kyon lage Taare tumhare aanchal Mein chupke rehte hai Kyon mujhe kyon lage Chaayi hai kaisi mere Dil pe deewangi ho Dekho na dekho na dekho na Jaane kaisa alam hai Itnasa mausam hai Ang ang resham hai dekho na Ho lage kyon mujhe yeh sama naya Yeh zamin nayi aasmaan naya Duniya hi nayi lagti hai Khushboo hai roshni mein Rang hai hawaon mein Kyon mujhe yun lage Gaate hai kaliyan Giton ke hai fizao mein Kyon mujhe yun lage Raahon mein hai khwaabon Ki kaisi yeh chandni Ho dekho na dekho na dekho na Jane hum hai kahan Mili hume hai yahan Sapno ki vaadiyan dekho na Ho lage kyon mujhe Yeh sama naya Yeh zamin nayi aasma naya Duniya hi nayi lagti hai Jaane yeh kya ho gaya Dil to jaise kho gaya Jage jage so gaya dekhona.

More songs from Armaan

Jaane Yeh Kya Ho Gaya Lyrics - Armaan (2003) | Indian Film History