Indian Film History

Asli Kya Hai Naqli Kya Lyrics

From Asli Naqli (1962)

Lyricist
Shailendra
Duration
4:24
Kal ki daulat aaj ki khushiyaan Un ki mahafil apni galiyaan Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Kal ki daulat aaj ki khushiyaan Un ki mahafil apni galiyaan Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Tod ke jhuthe naate rishte Aaya mai dilwalo me Sach kehta hun chor the Zyada daulat ke rakhwalo me Tod ke jhuthe naate rishte Aaya mai dilwalo me Sach kehta hun chor the Zyada daulat ke rakhwalo me Kal ki daulat aaj ki khushiyaan Un ki mahafil apni galiyaan Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Us duniya ne baat na puchhi Is duniya ne pyaar diya Baitha man ke rajmahal Me sapno kaa sansaar diya Us duniya ne baat na puchhi Is duniya ne pyaar diya Baitha man ke rajmahal Me sapno kaa sansaar diya Kal ki daulat aaj ki khushiyaan Un ki mahafil apni galiyaan Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere Asli kya hai naqli kya Hai puchho dil se mere.

More songs from Asli Naqli