Indian Film History

Ek But Banauga Tera Lyrics

From Asli Naqli (1962)

Duration
4:37
Ek but banaunga tera Aur puja karuga Ek but banaunga tera Aur puja karuga Ek but banaunga tera Aur puja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Ek but banaunga tera Aur puja karuga Ek but banaunga tera Aur puja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Rup ki chandi pyar ka sona Prem nagar se la ke Teri sundar chhavi banegi Dono chiz mila ke Rup ki chandi pyar ka Sona prem nagar se la ke Teri sundar chhavi Banegi dono chiz mila ke Rang vafa ka mai teri Murat me bharunga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Man mandir me tujhko Bitha ke roz karunga baate Sham savere har mausam Me hongi mulakaate Man mandir me tujhko Bitha ke roz karunga baate Sham savere har mausam Me hongi mulakaate Dil ka haal kahunga Tujhse mai na darunga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Duniya ek ajayab Khana lekin phir bhi fani Is dharti par amar Rahegi meri prem kahani Duniya ek ajayab khana Lekin phir bhi fani Is dharti par amar Rahegi meri prem kahani Chahe jitne rup me Aau tera rahunga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Ek but banaunga tera Aur puja karuga Ek but banaunga tera Aur puja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga Are mar jaunga pyar Agar mai duja karuga.

More songs from Asli Naqli

Ek But Banauga Tera Lyrics - Asli Naqli (1962) | Indian Film History