Indian Film History

Awaara Hoon Ya Gardish Mein Hoon Aasmaan Lyrics

From Awaara (1951)

Singers
Mukesh
Lyricist
Shailendra
Duration
3:05
awaara hun, awaara hun yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun awaara hun, awaara hun yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun awaara hun gharbaar nahin, sansaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin us paar kisi se milane kaa ikraar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin sunsaan nagar anjaan dagar kaa pyaara hun awaara hun, awaara hun yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun awaara hun aabaad nahin barbaad sahi gaata hun khushi ke geet magar gaata hun khushi ke geet magar zakhmon se bharaa sina hai mera hasti hai magar ye mast nazar duniyaa aa duniyaa me tere teer ka ya takdir ka maara hun awaara hun, awaara hun yaa gardish me hun aasmaan kaa taara hun awaara hun, awaara hun, awaara hun

More songs from Awaara