Indian Film History

Ae Watan Ke Naujawan Lyrics

From Baaz (1953)

Singers
Geeta Dutt
Duration
4:52
Har juba ruki ruki har najr jhuki jhuki Kya yahi hai zindagi Kya yahi hai zindagi Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal Jag or jaga ke chal Julm jis kadar badhe or sar utha ke chal Or sar utha ke chal Saf hai teri najar unke dil me chor hai Unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai Saf hai teri najar unke dil me chor hai Unme bal hai teri bhi bajuo me jor hai Jalimo ko har garur aankh mila ke chal Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal Jag or jaga ke chal Julm jis kadar badhe or sar utha ke chal Or sar utha ke chal Kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya Tere aage sar uthaye mauj ki majal kya Kya samundaro ka shor or bhawar ki chal kya Tere aage sar uthaye mauj ki majal kya Khol jindagi ki nawa bagba uda ke chal Aye watan ke nojawa jag or jaga ke chal Jag or jaga ke chal Julm jis kadar badhe or sar utha ke chal Or sar utha ke chal Karwa watan ak aaj dakuo me ghir gaya Jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada Karwa watan ak aaj dakuo me ghir gaya Jurm ke andhere me aa rahi hai ek sada Intkam ki masal hath me jala ke chal Intkam intkam intkam.

More songs from Baaz

Ae Watan Ke Naujawan Lyrics - Baaz (1953) | Indian Film History