Indian Film History

Pyaar ka Kanta Lyrics

From Baaz (1953)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:22
Pyar ka kata mann ki machariya Bole naina ki dor Gahra sagar bhari machariya Khich laga ke jor Majhi albele majhi albele Chalo re haule haule Man ki nayya dagamag Dole dagamag gole Man ki nayya dagamag Dole dagamag gole Majhi albele Gahri nadi ki uchi lahariya ho more rama Gahri nadi ki uchi lahariya ho more rama Lahro me bhig rahi Lahro me bhig rahi man ki chunariya Ho more ram Khau hichkole chalo re haule haule Dagamag dole dagamag gole Man ki nayya dagamag Dole dagamag gole Majhi albele Dhadke man mera dhire chalo albele piya Layi sawan ritu Layi sawan ritu kari badariya Thandi hawa jhuku lat khole Chalo re haule haule Dagamag dole dagamag gole Man ki nayya dagamag Dole dagamag gole Majhi albele Murkh dunia aisa na ho badnam kare Murkh dunia aisa na ho badnam kare More tore preet piya More tore preet piya koi na jane ram kare Mera man yahi bole Chalo re haule haule Dagamag dole dagamag gole Man ki nayya dagamag Dole dagamag gole Man ki nayya dagamag Dole dagamag gole

More songs from Baaz

Pyaar ka Kanta Lyrics - Baaz (1953) | Indian Film History