Indian Film History

Mai Hu Baghi Shahzada Lyrics

From Baghi Shahzada (1964)

Lyricist
Noor Dewasi
Duration
2:44
mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada baghiyo se karu bagawat sidho ke sang sadha mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada meri manjil pyar ki manjil majhab mera sachchi dekh tevar aandhiyo se tufano ki gahrai jhuk jate hai samne mere dado ke bhi pardada mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada meri duniya meri daulat hai mera guljar watan meri chahat meri ijjat hai mera guljar watan mai apne anmol watan ko dunga ye hai wada mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada bagiyo se karu bagawat sidho ke sang sadha mai hu baghi shahzada mai hu baghi shahzada

More songs from Baghi Shahzada

Mai Hu Baghi Shahzada Lyrics - Baghi Shahzada (1964) | Indian Film History