Indian Film History

Aapke Haseen Rukh Pe Lyrics

From Baharen Phir Bhi Ayengi (1966)

Lyricist
Anjaan
Duration
5:24
Aap ke hasin rukh pe Aaj naya noor hain Mera dil machal gaya to Mera kya kasoor hain Aap ke nigaah ne kaha To kuchh jarur hain Mera dil machal gaya To mera kya kasoor hain Khuli laton ki chhaanv mein Khilaa khilaa ye rup hain Khuli laton ki chhaanv mein Khilaa khilaa ye rup hain Ghataa se jaise chhan rahi Subah subah ki dhoop hain Jidhar najar moodi Jidhar najar moodi Jidhar najar moodi udhar Surur hi surur hain Mera dil machal gaya to Mera kya kasoor hain Aap ke nigaah ne kaha To kuchh jarur hain Mera dil machal gaya To mera kya kasoor hain Zuki zuki nigaah mein bhi Hain balaa ki shaukhiyaan Zuki zuki nigaah mein bhi Hain balaa ki shaukhiyaan Dabi dabi hasi mein bhi Tadap rahi hain bijaliyaan Shabaab aap kaa Shabaab aap kaa Shabaab aap kaa nashe mein Khud hi choor choor hain Mera dil machal gaya to Mera kya kasoor hain Aap ke nigaah ne kaha To kuchh jarur hain Mera dil machal gaya To mera kya kasoor hain Jahaan jahaan pade kadam Waha fijaa badal gayi Jahaan jahaan pade kadam Waha fijaa badal gayi Ke jaise sarabasar bahaar Aap hi mein dhal gayi Kisi mein ye kashish Kisi mein ye kashish Kisi mein ye kashish kaha Jo aap mein hujoor hain Mera dil machal gaya to Mera kya kasoor hain Aap ke hasin rukh pe Aaj naya noor hain Mera dil machal gaya To mera kya kasoor hain Aap ke nigaah ne kaha To kuchh jarur hain Mera dil machal gaya To mera kya kasoor hain.

More songs from Baharen Phir Bhi Ayengi