Indian Film History

Dil To Pehle Se Madhosh Hai Lyrics

From Baharen Phir Bhi Ayengi (1966)

Lyricist
Shevan Rizvi
Duration
3:38
Dil to pehle hi se madhosh Hain matwala hain Aur kuch aapne deewana Bana daala hain Dil to pehle hi se madhosh Hain matwala hain Aur kuch aapne deewana Bana daala hain Kuch to yeh umar bhi Deewani hua karti hain Kuch to yeh umar bhi Deewani hua karti hain Kuch jawaani ki meherbani Hua karti hain Oh ho ho ho ho ah ha ha ha ha Jisne har saans ko ek Shola bana daala hain Aur kuch aapne deewana Bana daala hain Sach kaha aapne is Waqt mujhe hosh nahin Jhoomkar aapki baahon Mein na gir jaaon kahin Jhoomkar aapki baahon Mein na gir jaaon kahin In nigahon ne humein Aur mitaa daala hain Dil to pehle hi se madhosh Hain matwala hain Yeh machalti hui zulfein Yeh dehekte rukhsaat Yeh machalti hui zulfein Yeh dehekte rukhsaat Rokiyen rokiyen apni Yeh adaayen sarkar Oh ho ho ho ho ah ha ha ha ha Pure jazbaaton mein Toofan utha daala hain Aur kuch aapne deewana Bana daala hain Dil to pehle hi se madhosh Hain matwala hain.

More songs from Baharen Phir Bhi Ayengi

Dil To Pehle Se Madhosh Hai Lyrics - Baharen Phir Bhi Ayengi (1966) | Indian Film History