Indian Film History

Ganesh Utpati Lyrics

From Bal Ganesh (2007)

Duration
2:03
Kar adbhut sankalp yeh mann mein Maa gauri jut gayee jatan mein Kar adbhut sankalp yeh mann mein Maa gauri jut gayee jatan mein Om om om namah shivaay Om namah shivaay Om namah shivaay Om namah shivaay Om namah shivaay Paarvati ne apane tann se Mamta bhari sukomal mal se Kan kan apna ansh jutaaya Kar kamalo mein use uthaaya Divya kala se racha maat ne putala ek salona Jisaki aabha se roshan tha vishva ka kona kona Chamatkar se mamtamayi ne phoonki us mein jaan Mand mand muskaate aaye shri ganesh bhagwan.

More songs from Bal Ganesh

Ganesh Utpati Lyrics - Bal Ganesh (2007) | Indian Film History