Indian Film History

Kya Cheez Yeh Mohabbat Lyrics

From Balwaan (1992)

Lyricist
Dev Kohli
Duration
6:02
Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Dil puchta hain tumko pata hai Dil puchta hain tumko pata hai Yeh raaz kya hain hamko batlana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Dil puchta hain tumko pata hai Yeh raaz kya hain hamko batlana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Tu hai hasi dil tujhpe aya hai Tu apna bana le Ankho mein apni main to Ek sapna tu mujko sajale Tu hai hasi dil tujhpe aya hai Tu apna bana le Ankho mein apni main to Ek sapna tu mujko sajale Ishq mohabbbat pyar is Duniya ki rasme batlana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Dil puchta hain tumko pata hai Yeh raaz kya hain hamko batlana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Dil ki kitab tune to padi hogi Mujhko padade Ankho ki bhasa maine to Sikhi nahi mujhko sikhade Dil ki kitab tune to padi hogi Mujhko padade Ankho ki bhasa maine to Sikhi nahi mujhko sikhade Ched ke dil ka tar kabhi Tu yar mere na tadpana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Dil puchta hain tumko pata hai Yeh raz kya hai hamko batlana Kya cheez hain mohabbat yeh, Zara hume bhi samjhana Thahro zara tumko pada dungi Main kachi nahi hoon Main pyar karna Pal mein sikhadungi Main kachi nahi hoon Thahro zara tumko pada dungi Main kachi nahi hoon Main pyar karna Pal mein sikhadungi Main kachi nahi hoon Badi inayat yar tumko Man gaya hai deewana.

More songs from Balwaan

Kya Cheez Yeh Mohabbat Lyrics - Balwaan (1992) | Indian Film History