Indian Film History

Raat Kal Tumhari Mujhe Lyrics

From Balwaan (1992)

Lyricist
Dev Kohli
Duration
6:26
Rat kal tumhari mujhe yaad aa gayi Yaad aa gayi to meri neend ud gayi Neend udd gayi to maine tare gine Sari sari raat bhar maine tare hi gine Teri yaad mein maine tare hi gine Rat kal tumhari mujhe yaad aa gayi Yaad aa gayi to meri neend ud gayi Neend udd gayi to maine tare gine Sari sari raat bhar maine tare hi gine Teri yaad mein maine tare hi gine Hame kya pata tha ki dil Yeh hamara hame hi Besahara yun kar jayega Hoke mastna tumhara Ye deewana tumhe pe Jane jana ye mar jayega Mar jayega, ha ha mar jayega Dil hamara leke, haye Dil mera leke aise bag me gaya Jaha muhko phool na mila, Phool na mila to maine kate hi chune Sari sari raat bhar maine kate hi chune Teri yaad mein, maine kate hi chune Raat kal tumhari mujhe yaad aa gayi Yaad aa gayi to meri neend ud gayi Neend udd gayi to maine tare gine Sari sari rat bhar maine tare hi gine Teri yaad me maine tare hi gine Tu sun mere yara tere bin Hamara na hoga gujara Hame na tadpa ye meri kahani Ye tera fasana padega jamana O meri dilruba, o meri dilruba O meri dilruba, neend na ayi Hoye hoye hoye neend na ayi Mai geet sunne laga baithe Baithe khwab tere bunne laga Or kuch kiya na maine khwab hi bune Sari sari rat bhar maine khwab hi bune Teri yaad mein maine khwab hi bune Rat kal tumhari mujhe yaad aa gayi Yaad aa gayi to meri neend ud gayi Neend udd gayi to maine tare gine Sari sari raat bhar maine tare hi gine Teri yaad mein maine tare hi gine Ye raat ke hai mele aur ham hai akele Baho mein hame lele kahin se chali aa Tu jaldi se ana bas itna batana Karegi kis din mere dil ki Dawa ha dil ki dawa Haye haye dil ki dawa Neend nahin ati haye neend nahin ati Mujhe kya ho gaya Jagta hoon main ye jamana so gaya Tere bina haye meri bat na bane Sari sari raat bhar meri bat na bane Tere beena haye meri bat na bane Rat kal tumhari mujhe yaad aa gayi Yaad aa gayi to meri neend ud gayi Neend udd gayi to maine tare gine Sari sari raat bhar maine tare hi gine Teri yaad mein maine tare hi gine.

More songs from Balwaan

Raat Kal Tumhari Mujhe Lyrics - Balwaan (1992) | Indian Film History