Jhoothi Duniyaa Ko Chhod Jhuthe Naato Ko Tod Lyrics | Balyogi Upmanyu

                        
                        peer nahi ab tan me
peer nahi nainan me
nigah huyi bhole shankar ki
khul gayi aankhe unki
jhuthi duniya ko chhod
jhuthe naato ko tod
man nirgun ke geet ab gaata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja
jhuthi duniya ko chhod
jhuthe naato ko tod
man nirgun ke geet ab gaata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja

o teri maa tere bin kaise kaategi din
teri maa tere bin kaise kaategi din
baat itni muhe samjhata ja
baat itni muhe samjhata ja

kahu kaise ye parvat ka dukhda
jab bicchde kaleje ka tukda
kahu kaise ye parvat ka dukhda
jab bicchde kaleje ka tukda
maiya maya k amohak hai mukhda
na ulajhna na payegi tukda
na payegi tukda
jhuthi hai jag ki reet
sathi nirdhan ke geet
sur ishwar se apne milata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja
teri maa tere bin kaise kaategi din
baat itni muhe samjhata ja
baat itni muhe samjhata ja

sukh dujan ke geet jab gaata
maiya unki bhi thi koi mata
sukh dujan ke geet jab gaata
maiya unki bhi thi koi mata
beta mamta ka hai aisa nata
gyan tera samajh me na aata
samajh me na aata
dhare man kaise dhir
bhare nainan ke neer
kaise jiyungi baat batlata ja
baat itni muhe samjhata ja

jhuthi duniya ko chhod
jhuthe naato ko tod
man nirgun ke geet ab gaata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja
man nirgun ke geet ab gaata ja