Indian Film History

Kaun Hai Beta Kaun Hai Mata Lyrics

From Balyogi Upmanyu (1958)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
3:26
Kaun hai beta kaun hai mata Kaun hai beta kaun hai mata Chhod de balak jag se nata Chhod de balak jag se nata Kaum pita hai kaun hai data Chhod de balak jag se nata Chhod de balak jag se nata Upar ujala bhitar kala Ye duniya makdi ka jala Upar ujala bhitar kala Ye duniya makdi ka jala Ulajh ulajh kar rah jata jo Ulajh ulajh kar rah jata jo In taro mein ghar hai banata Chhod de balak jag se nata Chhod de balak jag se nata Man ki tarishna mit nahi paye Jo jug bhaye badhti jaye Man ki tarishna mit nahi paye Jo jug bhaye badhti jaye Yoga amrit ka ek hi pyala Yoga amrit ka ek hi pyala Janam janam ki pyas bujhata Chhod de balak jag se nata Kaun hai beta kaun hai mata Chhod de balak jag se nata Chhod de balak jag se nata.

More songs from Balyogi Upmanyu

Kaun Hai Beta Kaun Hai Mata Lyrics - Balyogi Upmanyu (1958) | Indian Film History