Sweety Tera Drama Lyrics | Bareilly Ki Barfi

                        
                        Aabra ka dabra
Mann sawla hai bawra
Dhoti kurta pahen ke ghume
Delhi ho ya agra

Bareilly wale jhumke pe
Jiya lalchaye jaye
Kamar lachakaye toh
Lakhon girr jaye

Bareilly wale jhumke pe
Jiya lalchaye jaye
Kamar lachakaye toh
Lakhon girr jaye

Kahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana

Sweety tera..!!
Sweety tera drama
Macha de hungama
Ladaye jo nazariya
Julam hoyi gava

Hum tere hai deewane
Tu maane ya na maane
Arey sun re gujariya
Balam hoyi gava

Karo ji na halla
Hai dekhe mohalla
Mile kya tamasha dikha ke

Thama do ji palla
Na samjho nithalla
Mujhe pyari bhasha sikha ke

Kahe maare re taana
Kyun banta hai sayana
Na main teri gujariya
Na tu mera deewana

Sweety tera..!!
Sweety tera drama
Macha de hungama
Ladaye jo nazariya
Julam hoyi gava

Hum tere hai deewane
Tu maane ya na maane
Arey sun re gujariya
Balam hoyi gava

Aabra ka dabra
Mann sawla hai bawra
Dhoti kurta pahen ke ghume
Delhi ho ya agra.