Indian Film History

Har Shaam Nigaaho Se Lyrics

From Bazaar-E-Husn (2014)

Lyricist
Ahmed Wasi
Duration
4:34
Har shaam nigaaho se Har shaam nigaaho se Yun jaam chhalakte hai Rangin ye mahfil hai Rangin ye mahfil hai Jajbaat bahakte ahi Har shaam nigaaho se Ye husn ka jadu bhi Karta hai ajab aalam Ye husn ka jadu bhi Karta hai ajab aalam Didaar ki chahat mein Didaar ki chahat mein Dil aur dhadakte hai Har shaam nigaaho se Yun jaam chhalakte hai Rangin ye mahfil hai Anjaani hoon mahfil se Begani hoon manjil se Anjaani hoon mahfil se Begani hoon manjil se Ye kaun si duniya hai Ye kaun si duniya hai Sab log bahakte hai Har shaam nigaaho se Yun jaam chhalakte hai Rangin ye mahfil hai Bajaar ki raunak hai Bebak hasinaaye Bajaar ki raunak hai Bebak hasinaaye Gajre hai adaye hai Gajre hai adaye hai Paimaane khanakte hai Har shaam nigaaho se Yun jaam chhalakte hai Rangin ye mahfil hai.

More songs from Bazaar-E-Husn