Indian Film History

Door Na Jana Sajna Lyrics

From Be Parda (2006)

Duration
4:35
Door na jana sajna jalta hain badan mera Door na jana sajna jalta hain badan mera Hoti hain sajan mithi chubhan Tadpana mujhe yaara haay Haay rabba haay rabba Haay rabba haay rabba Ye nazar jara dekh lene do mujhko Ye jaldi hain kyaa jaane mann Jee jalta hain najdeek aake dekho Tumhari ye aankhein sanam Haay rabba haay rabba Haay rabba haay rabba Sajana aa sajana aa sajana aa Paani mein bheegi hain Phir bhi sulagati hain pyaasi jawani meri Tu jaanata hain mujhe bhi patta hain Ki main main hoon deewani teri Haa paani mein bheegi hain Phir bhi sulagati hain pyaasi jawani meri Tu jaanata hain mujhe bhi patta hain Ki main main hoon deewani teri Madhosh mujhe tum kardo Madhosh mein kyaa aalaa Madhosh mujhe tum kardo Madhosh mein kyaa aalaa Hoti hain sanam mithi mithi chubhan Tadpana mujhe yaara haay Haay rabba haay rabba Haay rabba haay rabba Poori tu karde meri har tamanna Yahi hain guzarish meri Baahon mein bharke Sama ja tu mujh mein Yahi ab khwaish meri Ho poori tu karde meri har tamanna Yahi hain guzarish meri Baahon mein bharke Sama ja tu mujh mein Yahi ab khwaish meri Haay kab se main yun taras rahi hoon Ab aur yun mujhe na tadpaa Kab se main yun taras rahi hoon Ab aur yun mujhe na tadpaa Hoti hain sanam mithi mithi chubhan Tadpana mujhe yaara haay Haay rabba haay rabba Haay rabba haay rabba Chalo ik ho jaaye hum dono milake Ke jaise laher se laher kare pyaar itana Ke mehsoos ho na hamein kabhi koi taklif Haay rabba haay rabba Haay rabba haay rabba.

More songs from Be Parda

Door Na Jana Sajna Lyrics - Be Parda (2006) | Indian Film History