Indian Film History

Jab Jab Mere Paas Tu Aaye Lyrics

From Be Parda (2006)

Duration
5:30
Jab jab mere paas tu aaye Jab jab mere paas tu aaye Jaane kyaa ho jaaye Dard na jaane in aankho mein Mujh pe nasha sa chhaye Jaane kyaa jaadu sa raama Dil mein tu hi tu samayaa Sajana ve sajana ve sajana ve Chain tere bin aaye mujhe naa Paake bhi tujhko pyaas bujhe na O chain tere bin aaye mujhe naa Paake bhi tujhko pyaas bujhe na Main kyaa karoon tu hi bata Aao meri pyaas to bujaao Saanse ye meri saanso mein teri Saanse ye meri saanso mein teri Jaane man ghul jaaye Dil ghoom jaaye in aankhon mein Mujhpe nasha sa chhaye Jaane kyaa jaadu hain raama Dil mein tuhi tu samaye Sajana ve sajana ve sajana ve Tune jagayi mujh mein agan ye Mom sa pigala jaaye badan ye Ho tune jagayi mujh mein agan ye Mom sa pigala jaaye badan ye Ab na rahein kuch faasala Chalta rahein ye sil silla Kaash ye hamaare pal ye milanka Kaash ye hamaare pal ye milanka Sadiyon mein dhal jaaye Doob mein jaaun in aankhon mein Mujh pe nasha sa chhaye Jaane kyaa jaadu hain raama Dil mein tuhi tu samaye Sajana ve sajana ve sajana ve

More songs from Be Parda