Indian Film History

La Ilaha Illallah Lyrics

From Begunaah Qaidi (1982)

Lyricist
Hasan Kamal
Duration
7:50
Kashtiya sabki kinaro Pe pahuch jati hai Na khuda jinka nahi Unka khuda hota hai Unka khuda hota hai Naam tera sab se aalla Sabse uncha martaba Naam tera sab se aalla Sabse uncha martaba Katra katra jhara jhara De raha hai yeh sada La ilaha la ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah Naam tera sab se aalla Sabse uncha martaba Naam tera sab se aalla Sabse uncha martaba Katra katra jhara jhara De raha hai ye sada La ilaha la ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah La ilaha illallah Ab tak bhatak rahe the Ab tak bhatak rahe the Andhero mein ae khuda, Khud garjiyo ka aankh pe Parda pada raha Pehchan bhi na paye Pehchan bhi na paye Bura kya hai kya bhala Tere huzur aaye hai tu Bakhas de khata Bakhas de tu bakhas de khata O maula tu bakhas de khata Hale dil tu janta hai Hale dil tu janta hai Kuch nahi kuch bhed chhupa Hale dil tu janta hai Kuch nahi kuch bhed chhupa Katra katra jhara jhara De raha hai yeh sada La ilaha ha la ilaha illallah Ha la ilaha illallah la ilaha illallah Ha la ilaha illallah Usha ki tarha nure Hidayat hume bhi de Jo thi rasul mein Wo adakat hume bhi de Isha ki tarha savpe Isha ki tarha savpe Sohagat hume bhi de Sachayi se dare na Wo jurhat hume bhi de Jurhat jurhat hume bhi de Ho maula jurhat hume bhi de Shan hai teri nirali Shan hai teri nirali Teri kudarat maharba Shan hai teri nirali Teri kudarat maharba Katra katra jhara jhara De raha hai yeh sada La ilaha ha la ilaha illallah Ha la ilaha illallah la ilaha illallah Ha la ilaha illallah Apne liye jiya hai jo Apne liye jiya hai jo Nadan hai wahi Gham dusaro ka bat le Insaan hai wahi Sach pe chala jo sohide Sach pe chala jo sohide Imaan hai wahi Sima pe mit gaya jo Musalman hai wahi Ha musalman hai wahi Ha ha musalman hai wahi Sar wahi hai sabse uncha Jo tere aage jhuka Sar wahi hai sabse uncha Jo tere aage jhuka Sar wahi hai sabse uncha Jo tere aage jhuka Katra katra jhara jhara De raha hai ye sada La ilaha ha la ilaha illallah Ha la ilaha illallah la ilaha illallah Ha la ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah La ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah La ilaha illallah la ilaha illallah La ilaha illallah ha la ilaha illallah La ilaha illallah ha la ilaha illallah La ilaha illallah ha la ilaha illallah.

More songs from Begunaah Qaidi

La Ilaha Illallah Lyrics - Begunaah Qaidi (1982) | Indian Film History