Indian Film History

Yeh Saal Ki Aakhri Raat Hai Lyrics

From Be-Reham (1980)

Lyricist
Verma Malik
Duration
5:20
Do re me fa so la ti do Do ti la so fa me re do Do ti la so fa me re do Ye saal ki aakhri raat hai Zara samajhne waali baat hai Tu kal ki kal pe chhod de Wo guzre saal ki baat hai Wo guzre saal ki baat hai Wo guzre saal ki baat hai Ae ae ae Do re me fa so la ti do Ye saal ki aakhri raat hai Zara samajhne waali baat hai Tu kal ki kal pe chhod de Wo guzre saal ki baat hai Wo guzre saal ki baat hai Wo guzre saal ki baat hai Ae ae ae Do ti la so fa me re do Aane waale ki khushi mein Ae ae Tu jaane waale ko bhool Aane waale ki khushi mein Ae ae Tu jaane waale ko bhool Zakhm chaahe tujhko milen hon Chaahe miley hon phool Guzar gaya jo saal wo Yaadon ki baaraat hai Yaadon ki baaraat hai Do re me fa so la ti do Ye saal ki aakhri raat hai Zara samajhne waali baat hai Tu kal ki kal pe chhod de Wo guzre saal ki baat hai Wo guzre saal ki baat hai Wo guzre saal ki baat hai Ae ae ae Do ti la so fa me re do Do re me fa so la ti do Naye saal ki pehli raat hai Zara samajhne waali baat hai Aaja muhabbat baant len Ye kudrat ki saugaat hai Ye kudrat ki saugaat hai Ye kudrat ki saugaat hai Ru ru ru Agar sunehri mauqa Aaj bhi kho jaayegaa Ik saal jawaani ka Aur kam ho jaayegaa Agar sunehri mauqa Aaj bhi kho jaayegaa Ik saal jawaani ka Aur kam ho jaayegaa Hamsafar koi Mil jaaaye to Har raat teri shabraat hai Ae ae ae Do re me fa so la ti do Naye saal ki pehli raat hai Zara samajhne waali baat hai Aaja muhabbat baant len Ye kudrat ki saugaat hai Ye kudrat ki saugaat hai Ye kudrat ki saugaat hai Ae ae ae Do re me fa so la ti do Ye saal ki aakhri raat hai Zara samajhne waali baat hai Tu kal ki kal pe chhod de Ye kudrat ki saugaat hai Ye kudrat ki saugaat hai Ye kudrat ki saugaat hai.

More songs from Be-Reham

Yeh Saal Ki Aakhri Raat Hai Lyrics - Be-Reham (1980) | Indian Film History