Haseenon Ki Duniya Khudgarz Hai Lyrics | Be-Reham

                        
                        Kahne ko to hum jawaniyo ke khawab hai
Nazo ada me khelte sabab hai
Rang hai, bahar hai
Gulab hai, jawab nahi koi
Lajawab hai lakin
Hasino ki duniya khudgarj hai
Hasino ki duniya khudgarj hai
Itna kahna mera farj ahi
Adavarj hai, adavarj hai
Hasino ki duniya khudgarj hai
Itna kahna mera farj ahi
Adavarj hai, adavarj hai
Adavarj hai

Jo ek bar dil inse takraye ga
Vo inko barso bhula payega
Inhe pyar karna bada hai gunah
Inhe pyar karna bada hai gunah

Khuda hi bachaye khuda ki panah
Khuda hi bachaye khuda ki panah
Khudgarj hai, khudgarj hai
Itna kahna mera farj ahi
Adavarj hai, adavarj hai
Ye nagame hai kanjar ye katil ada
Lut jao ge inse bachna jara, bachna jara
Hai fitrat meri thi likh sitam
Rahm dil ke badale me hai berahm
Hasino ki duniya khudgarj hai
Itna kahna mera farj ahi
Adavarj hai
Hasino ki duniya khudgarj hai
Itna kahna mera farj ahi
Adavarj hai adavarj hai
Adavarj hai adavarj hai
Adavarj hai.