Aaiyena Kasam Se Lyrics | Bewafai

Lyricist : Indeevar
Music Director : R Thyagaraajan , Bappi Lahiri
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Aaiyena kasam se
Jaaiye na kasam se

Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana

Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se
Jaaiye na kasam se

Na na na na na na na na na na
Bachke kaha jaoge
Tum jane nahi paoge tum
Meri wafa ka hai dawa
Na na na na na na na na na na
Ulfat tumse karti hu main
Sache dil se marti hu main
Samjho na isko dikhawa
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se
Jaaiye na kasam se

Na na na na na na na na na na
Picha nahi chodungi
Dil se dil ko jodungi
Maine te dil mein hai thani
Na na na na na na na na na na
Teri manzoori ki deri
Hogi to bas teri meri
Ye chanchal jawani
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se
Jaaiye na kasam se

Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai.