Indian Film History

Hum Apni Wafa Lyrics

From Bewafai (1985)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:01
Hum apni wafa Yaad dila bhi nahi sakte Us bhulne wale ko Bhula bhi nahi sakte Hum apni wafa Yaad dila bhi nahi sakte Us bhulne wale ko Bhula bhi nahi sakte Bahta hua har ashk Ye kahta hai na jao Bahta hua har ashk Ye kahta hai na jao Khamosh nigaho ki Kasam laut bhi aao Hum apni juba se to Bula bhi nahi sakte Us bhulne wale ko Bhula bhi nahi sakte Dil jalta hai chup chap Na shola na dhua hai Dil jalta hai chup chap Na shola na dhua hai Hai dard magar kisko Bataye ke kaha hai Ye jakham mohabbat Hai dikha bhi sakte Us bhulne wale ko Bhula bhi nahi sakte Hum apni wafa Yaad dila bhi nahi sakte Us bhulne wale ko Bhula bhi nahi sakte Us bhulne wale ko Bhula bhi nahi sakte.

More songs from Bewafai

Hum Apni Wafa Lyrics - Bewafai (1985) | Indian Film History