Meri Zindagi Lyrics | Bhaag Johnny

                        
                        har raha
Woh saans bhi hai tu

Dard ke iss daur mein tu hai
Chain-o-qarar ka lamha mera


 
Jeena chahu jisme hamesha
Tu hai mubarak woh duniya

Kaun mera hai tere siwa
Tune kiya har gam se riha
Tu hi mera habeeb

Meri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tu

Seene mein jo main
Dum bhar raha
Woh saans bhi hai tu

Teri baahon mein hai mila ab
Sadiyon ka aaram mujhe

Paaya tujhko jo maine toh
Dil mein na ab armaan rahe

Kaun mera hai tere siwa
Saath mera tune hi diya
Yun hi rehna kareeb

Meri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tu
Meri zindagi hai tu

Seene mein jo main
Dum bhar raha
Woh saans bhi hai tu..