Tujhe Rukna Nahi Ghabrana Nahi (Part2) Lyrics | Boot Polish

                        
                        rukna nahi, ghabrana nahi
teri hai jami tu badhta chal
tujhe rukna nahi, tujhe jhukna nahi
ghabrana nahi

teri hai jami tu badhta chal
taaro ke haath pakadta chal
tu ek hajar hai laakho mein
tu badhta chal tu badhta chal
ye raat nayi wo subah nayi
ho ye raat nayi wo subah nayi