Indian Film History

Khudaya Khudaya Lyrics

From Boxer (1965)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:44
Din gujarta hai Raat dhalti hai Zindagi gum ke Sath chalti hai Aati hai ek hi aawaz Jab mohabbat ki Baat chalti hai kya Khudaya khudya Mohabbat na hoti Khudaya khudya Mohabbat na hoti Khudaya Ye haalat na banti Ye surat na hoti Har ek sham Subah kayamat na hoti Khudaya khudya Mohabbat na hoti Khudaya khudya Mohabbat na hoti Khudaya Hum tumko bataye kaise Hum tumko bataye kaise Hote hai mohabbat vale Parde me hasi ke chup kar Rote hai mohabbat vale Rote hai mohabbat vale Agar tum samjhte Mohabbat ka matlab Agar tum samjhte Mohabbat ka matlab To izhar karne ki Jarurat na hoti To izhar karne ki Jarurat na hoti Khudaya khudya Mohabbat na hoti Khudaya Is dil ka bura ho jis ne Is dil ka bura ho jis ne Humko na kahi ka chhoda Tum jaise wafa dusman ne Umid ka naata joda Umid ka naata joda Baharo ne apna Nashe man na jalta Baharo ne apna Nashe man na jalta Agar baag ba Se sararat na hoti Agar baag ba Se sararat na hoti Khudaya khudya Mohabbat na hoti Hum par to fida hai mehfil Hum par to fida hai mehfil Jalte hai kai raato se Hoti hai vo baate aksar Dil darta hai in baato se Dil darta hai in baato se Ye manzil kabhi Zindagi me na aati Ye manzil kabhi Zindagi me na aati Agar dosto ki inayat na hoti Agar dosto ki inayat na hoti Khudaya Ye haalat na banti Ye surat na hoti Har ek subah Shyam na hoti Khudaya khudya Mohabbat na hoti Khudaya mohabbat na hoti.

More songs from Boxer