Indian Film History

Mai Na Kisi Ka Aitbar Karungi Lyrics

From Boxer (1965)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:41
Mai na kisi ka etbar karungi Dil ko yuhi na bekarar karungi Ab na kisi se pyar karungi Tauba tauba tauba Ke meri tauba tauba tauba Mai na kisi ka etbar karungi Dil ko yuhi na bekarar karungi Ab na kisi se pyar karungi Tauba tauba tauba Ek din ye bat hui Ek din ye bat hui Sham dhali rat hui Jab pahli bar mile nain Ek din ye bat hui Sham dhali rat hui Mar jau aankhe na char karungi Ab na kisi se kabhi pyar karungi Meri tauba tauba tauba Ke meri tauba tauba tauba Bhule ek bar sanam Bhule ek bar sanam Khali hai maine kasam Mai fir na lungi tera nam Bhule ek bar sanam Khali hai maine kasam Mai fir na lungi tera nam Ye kya dastur hua mujhse kasur hua Mujhpe laga hai ilzam Mai na kisi ka etbar karungi Dil ko yuhi na bekarar karungi Ab na kisi se pyar karungi Tauba tauba tauba Ke meri tauba tauba tauba.

More songs from Boxer

Mai Na Kisi Ka Aitbar Karungi Lyrics - Boxer (1965) | Indian Film History