Indian Film History

Aankh Jhuki Si Chal Ruki Si Lyrics

From Burmah Road (1962)

Duration
4:03
Aankh jhuki si chal ruki si Ghum hai kaha matwala Aankh jhuki si chal ruki si Ghum hai kaha matwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Aankh jhuki si chal ruki si Ghum hai kaha matwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Dil mein koi khalish bhi hai Lagta koi hasi bhi hai Dil mein koi khalish bhi hai Lagta koi hasi bhi hai Socho to teri baat hai Dekho to dillagi hai Julf mudi hai chori chadi hai Khub ye rang nikala Julf mudi hai chori chadi hai Khub ye rang nikala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Aankh jhuki si chal ruki si Ghum hai kaha matwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Hotho ko chup lagi hai kyu Chhedo na koi dasta Hotho ko chup lagi hai kyu Chhedo na koi dasta Uljha hua hai dil kahi Aise me hosh bhi akha Uljha hua hai dil kahi Aise me hosh bhi kaha Hosh bhi kam kam Baat bhi kam kam Aaj hai rang nirala Hosh bhi kam kam Baat bhi kam kam Aaj hai rang nirala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Aankh jhuki si chal ruki si Ghum hai kaha matwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Dil mein lagi hai aag si Isko main man jau kya Dil mein lagi hai aag si Isko main man jau kya Chehre ka rang dekh lo hal Main khud baatau kya Jaise ke ghayal jaise ke katil Jaise ke koi matwala Jaise ke ghayal jaise ke katil Jaise ke koi matwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala Aankh jhuki si chal ruki si Ghum hai kaha matwala Fir kabhi ye din aaye na aaye Soch raha dilwala.

More songs from Burmah Road

Aankh Jhuki Si Chal Ruki Si Lyrics - Burmah Road (1962) | Indian Film History