Mausam Yeh Pukare Lyrics | Burmah Road

                        
                        Mausam yeh pukare masti mein lekar
Matwale dil ka karwa
Mausam yeh pukare masti mein lekar
Matwale dil ka karwa
Sar pe hai hamare chahat ka aanchal
Kadamo ke niche aasmaa
Mausam ye pukare

Tan ko udaye hawa matwali
Dil ko chune hai ghata kali kali
Tan ko udaye hawa matwali
Dil ko chune hai ghata kali kali

Ritu bekarar bekarar hai shama
Mausam yeh pukare masti mein lekar
Matwale dil ka karwan
Sar pe hai hamare chahat ka aanchal
Kadmo ke niche aasman
Mausam yeh pukare

Din hai ki raat ye kaun bataye
Jinda rahe teri palko ke saye
Din hai ki raat ye kaun bataye
Jinda rahe teri palko ke saye
Sochenge phir kabhi hai jindagi kaha

Mausam ye pukare masti mein lekar
Matwale dil ka karwa
Sar pe hai hamare chahat ka aanchal
Kadamo ke niche aasmaa
Mausam yeh pukare.