Indian Film History

So Gaya Yeh Jahan Lyrics

From Bypass Road (2019)

Duration
2:26
Yeh dard ke lamhe Sard hawayein, zindagi sehmi Saans kaise aaye Yeh khauf hai dil mein Ke dheere dheere Teri khamoshi jaan le na jaaye Kis mod pe zindagi le aayi bewajah So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gayi hain saari mazilein Ho saari mazilein So gaya hai rasta So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan Yeh dard har lamha sone nahi deta Door hoke tumse, hone nahi deta Yeh dard ke lamhe Sard hawayein, zindagi sehmi Saans kaise aaye Kis mod pe zindagi le aayi bewajah So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gaya yeh jahan, so gaya aasmaan So gayi hain saari mazilein Ho saari mazilein

More songs from Bypass Road

So Gaya Yeh Jahan Lyrics - Bypass Road (2019) | Indian Film History