Indian Film History

Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Lyrics

From Chaalbaaz (1958)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
3:33
Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Koi Na Jaane Iska Raaz Apna Bana Ke De Jaaye Dhokha Ho Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Chaalbaaz Dhokhebaaz O Dagabaaz Chaalbaaz Dhokhebaaz Dagabaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Koi Na Jaane Inka Raaz Apna Bana Ke De Jaaye Dhokha Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Bhola Bhaala Samjho Na Bholi Si Nazar Ko Karti Hain Kaam Talwaar Ka Aaho Aaho Aaho Aaho Aaho Ji Ek Hi Bahaane Se Ji Ek Hi Nishaane Se Dil Ye Udaati Hai Hazaar Ka Aaho Aaho Aaho Aaho Aaho Ji Marte Hain Ham Ho Khud Hi Sanam Ho Karo Jo Ishaara Zara Pyaar Ka Aisi Hi Nazar Ho Kar Lo Idhar Hoga Ehsaan Sarkaar Ka Waah Waah Ye Nigaahen Ye Adaayen Ye Andaaz Chaalbaaz Dhokhebaaz Dagabaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Koi Na Jaane Iska Raaz Apna Bana Ke De Jaaye Dhokha Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Bade Bade Chor Dekhe Seedhe Saade Roop Mein Kar Den Safaai Baat Baat Mein Aaho Aaho Aaho Aaho Aaho Ji Kare Golmaal Dekho Phir Bhi Kamaal Dekho Rakhen Saare Duniya Ko Haath Mein Aaho Aaho Aaho Aaho Aaho Ji Hey Pakde Gaye To Arre Jakde Gaye Yo Jaayenge Ji Seedhe Hawaalaat Mein Daudo Aji Daudo Ho Baaten Sab Chhodo Baitha Ho Na Koi Kahin Ghaat Mein Jaan Pehchaan Gaye Saare Saazbaaz Chaalbaaz Dhokhebaaz Dagabaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Duniya Hai Aisi Chaalbaaz Koi Na Jaane Iska Raaz Apna Bana Ke De Jaaye Dhokha Duniya Hai Aisi Chaalbaaz.

More songs from Chaalbaaz