Koi Dil Ko Lage Apna Apna Lyrics | Chaalbaaz

                        
                        koi dil ko lage apna apna
ise pyar kahu ya sapna
ise pyar kahu ya sapna
koi dil ko lage apna apna
ise pyar kahu ya sapna
ise pyar kahu ya sapna

aankho ki hi kuchh nadani
kuchh baat na dil ne mani
aankho ki hi kuchh nadani
kuchh baat na dil ne mani
dil dola kuchh bola aur
ban gayi ek kahani
phir chain diya aur sikh liya
aadhi raato ko tadpana
ise pyar kahu ya sapna
koi dil ko lage apna apna
ise pyar kahu ya sapna
ise pyar kahu ya sapna

kab tak main raaj
sou baar main kahan chahun
kab tak main raaj chhupau
sou baar main kahan chahun
ghabraau sharmau kahate kahate ruk jaau
kah bhi na saku rah bhi na saku
kya haal hua ye apna
ise pyar kahu ya sapna
koi dil ko lage apna apna
ise pyar kahu ya sapna
ise pyar kahu ya sapna