Indian Film History

Kya Hua Kya Khabar Lyrics

From Chakma (1984)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
5:25
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata Kya hua kya nahi kya khabar kya pata Tera ruth jana aur mera Manana dono ka jabab nahi Mera pyar toba tera gusa Toba dono ka hisab nahi Kya hua kya nahi kya khabar kya pata Todi si bat mein tu ruth jati hai Sise ki gudiya jaisi tut jati Todi si bat mein tu ruth jati hai Sise ki gudiya jaisi tut jati hai Teri adao ne teri jafao ne Mujko ko bana diya hai diwana Tera ruth jana or mera Manana dono ka jawab nahi Kya hua kya nahi kya khabar kya pata Mani hai ab tu kitni mushkil se Milne do hash ke zara dil dil se Mani hai ab tu kitni mushkil se Milne do hash ke zara dil dil se Mosam mastana hai Pyar ka zamana hai Aise mein phir kahi tu na ruth jana Tera ruth jana aur mera Manana dono ka jawab nahi Mera pyar toba tera gusa Toba dono ka hisab nahi Kya hua kya nahi kya khabar kya pata Kya hua kya nahi kya khabar kya pata.

More songs from Chakma

Kya Hua Kya Khabar Lyrics - Chakma (1984) | Indian Film History