Tumne Bhi Pee Li Lyrics | Chakma

                        
                        Tumne bhi pee li mujhe bhi pila di
Mujhe bhi pila di acha kiya
Shrmo haya ki chilman utha di
Chilman utha di acha kiya
Tumne bhi pee li mujhe bhi pila di

Masti me aake gam jum jate
Do guth pee ke hum jum jate
Masti me aake gam jum jate
Do guth pee ke hum jum jate
Tumne to botal muh se laga di
Shrmo haya ki cjilman utha di acha kiya
Tumne bhi pee li mujhe bhi pila di
Mujhe bhi pila di acha kiya

Dil ko dhadkane do ab kuch na socho
Sola badkane do ab kuch na socho
Dil ki lagi to tume hawa di
Sharmo haya ki chilman utha di
Acha kiya, tumne bhi pee li muje bhi pila di
Mujhe bhi pila di acha kiya

Jane kaha hai jane kidar hai
Hum apni halat se bekhbar hai
Jane kaha hai jane kidar hai
Hum apni halat se bekhbar hai
Dil ne akal ki chabi daba di
Shrmo haya ki chilman utha di acha kiya
Tumne bhi pee li muje bhi pila di
Muje bhi pila di acha kiya

Shrmo haya ki chilman utha di
Chilman uttha di acha kiya
Acha kiya, acha kiya.