Indian Film History

Ham Tumhaare Hai Lyrics

From Chalti Ka Naam Gaadi (1958)

Duration
4:29
Ho ho o o haay Aaaa aaaaa aaaa Aaa aaaa Hum tumhaare haay Hum tumhare hain Zara ghar se nikalkar dekh lo Hum tumhaare hain Zara ghar se nikalkar dekh lo Na yaqeen aaye to Dilse dil badal kar dekh lo Na yaqeen aaye to Dilse dil badalkar dekh lo Hum tumhare Dil jab dil se mil gaye Kya karegi duniya sanam O o o dil jab dil se mil gaye Jal maregi duniya sanam Haay dil jab dil se mil gaye Kya karegi duniya sanam Oye dil jab dil se mil gaye Jal maregi duniya sanam Kya hai mere saath Thodi dur chal kar dekh lo Dekh lo na yaqeen aaye to Dil se dil badal kar dekh lo Hum tumhaare hain Zara ghar se nikalkar dekh lo Hum tumhaare Kya maza ishq mein hai Sun ke ho jaaoge gum Kya maza ishqa mein hai Khudd samajh jaaoge tum Haay kya maza ishqa mein hai Sun ke ho jaaoge gum Kya maza ishq mein hain Khudd samajh jaaoge tum Tum bhi meri tarah Saari raat jal kar dekh lo Dekh lo na yaqeen aaye to Dil se dil badalkar dekh lo Hum tumhare hain Zara ghar se nikalkar dekh lo Hum tumhaare Jo tumhe dil se chaahen Gham se nahin darte kabhi Jo tumhe dil se chaahen Wo kabhi nahin karte kabhi Wo jo tumhe dil se chaahen Gham se nahin darte kabhi Jo tumhe dil se chaahen Wo kabhi nahin karte kabhi Chhaahe chutki se mere Dil ko masalkar dekh lo Dekhlo na yaqeen aaye to Dilse dil badalkar dekh lo Hum tumhaare Haay haay haay Hum tumhare Hoi hoi hoi Hum tumhare hain Zara ghar se nikalkar dekh lo Hum tumhaare.

More songs from Chalti Ka Naam Gaadi

Ham Tumhaare Hai Lyrics - Chalti Ka Naam Gaadi (1958) | Indian Film History