Indian Film History

In Haathon Se Sabki Gaadi Lyrics

From Chalti Ka Naam Gaadi (1958)

Duration
3:19
Aji sun o sardaaraa ki Haal hai vadiya vadiya In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah Haath laa ustaad kyun Kaisi kahi hai waah waah Haath laa ustaad kyun Kaisi kahi hai waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah Waah arrey waah arrey Waah waah waah waah Ik din ki hai baat raah mein Ham jaate the hmmmmmm Gaadi bigadi hai log ye Chillaate the hmmmmmm Ik din ki hai baat raah Mein ham jaate the Gaadi bigadi hai log Ye chillaate the Jaa kar dekhaa yaar Rota tha dilip kumaar Arrey kambakht gaadi ko bhi Yahin puncture hona tha hmmm Ham pahunche to saari Aafat tal gayi waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah Waah arrey waah arrey Waah waah waah waah Pon pon motar car jis Ghadi chhan chhan chhanke Bole apne haath raah Mein horn ban ke Pon pon motar car jis Ghadi chhan chhan chhanke Bole apne haath raah Mein horn ban ke Pyaare hat jaana Niche na kat jaana Pyaare hat jaana Pyaare hat jaana Niche na kat jaana Kitnon ki girti pagdi Sambhal gayi waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah Haath laa ustaad kyun Kaisi kahi hai waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah Waah arrey waah arrey Waah waah waah Waah waah waah waah Ye ruk jaate to saare dhandhe Ruk jaate aay haay haay haay Ghar se daftar tak Seth kaise jaa paate Ye ruk jaate to saare Dhandhe ruk jaate Ghar se daftar tak Seth kaise jaa paate Sara karobaar ho Jata bantadhaar Arrey maaro saro karobaar Ho gayo re bantadhaar hun Ye samjho inse ye duniya Chal gayiwaah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah Haath laa ustaad kyun Kaisi kahi hai waah waah In haathon se sabki gaadi Chal rahi hai waah waah.

More songs from Chalti Ka Naam Gaadi