Yaha Naino Me Pyar Lyrics | Char Din

                        
                        yaha naino me pyar yaha dil ko karar 
yaha naino me pyar yaha dil ko karar 
jiya lage piya apne desh me 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar yaha dil ko karar
jiya lage piya apne desh me 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar 

ulfat ki charcha bhari man ki gagariya
man ki gagariya man ki gagariya man ki gagariya
ulfat ki charcha bhari man ki gagariya
man ki gagariya man ki gagariya man ki gagariya
hum se chhutegi kabhi hum se chhutegi kabhi na ye nagariya
yaha jamun ka ghat yaha tan man sath 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar yaha dil ko karar
jiya lage piya apne desh me 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar 

mausam hai pyara pyara rut hai suhane
mausam hai pyara pyara rut hai suhane
badal se ude ude 
badal se ude ude barse jamane
jaha sawan ke git jaha ulfat ke prit 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar yaha dil ko karar
jiya lage piya apne desh me 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar 

rate bhi pyari yaha din bhi hai pyara
din bhi hai pyara din bhi hai pyara 
sundar hai sada dekho sundar hai sada dekho 
yaha jiwan ki lag yaha apna karar 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar yaha dil ko karar
jiya lage piya apne desh me 
jiya lage piya apne desh me 
yaha naino me pyar