Ke Aaja Teri Yaad Aayi O Baalam Lyrics | Charas

                        
                        dil insaf ka ek tarazu ye insaf ko tole
apni jagah par pyar hai kayamdharti ambar dole
sabse bada sach ek jagat me bhed anek jo khole
tere bina jiwan suna ye bat ye premi bole

ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
ke aaja teri yaad aayi o balam harjai
ke aaja teri yaad aayi

ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
o balam harjai ke aaja teri yaad aayi
ke aaja teri yaad aayi o balam harjai
ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
ke aaja teri yaad aayi

jalim kitni der laga di jalim kitni der laga di
tumne aate aate
ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jate
dil diwana diwane ko kaise samjhate
kahte ram-duhai
ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi

fursat bhi hai mausam bhi hai
fursat bhi hai mausam bhi hai
man hai rang raliyo me
chup gayi hai tu khusbu banke shayad in kaliyo me
maine tumko kina dhudna awara galiyo me
ye awaz lagayi ke aaja teri yaad aayi
ke aaja teri yaad aayi

mast hawa ne baat koi
mast hawa ne baat koi aise kah di kano me
jaise koi madira bhar de khali paymano me
tadpaya aaj machalke dil ke armano ne
rut ne li angadayi

ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
ke aaja teri yaad aayi o balam harjai
ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi.