Indian Film History

Aaj Ka Salam Lo Lyrics

From Chaubees Ghante (1958)

Duration
3:14
Aaj ka salam lo kal ka wada pakka Has ke mera nam lo kal ka wada pakka Aaj ka salam lo kal ka wada pakka Hasino ki nigah hasi Dil rakho sambhal ke Hasino ki nigah hasi Dil rakho sambhal ke Udne le tumhra dil nighahe nach dal ke Pyar ka payam lo kal ka wada pakka Aaj ka salam lo kal ka wada pakka Khushi ki ek jam me Dubo de zindagi ke gum Khushi ki ek jam me Dubo de zindagi ke gum Ke dukh bahut hai zindagi me Sukh magar bahut hai kam Aaj ka salam lo kal ka wada pakka Aaj ka salam lo kal ka wada pakka Sambhal sambhal ke chal jara Kadam kadam pe jal hai Sambhal sambhal ke chal jara Kadam kadam pe jal hai Samjh ke pasa fek le Ye zindagi ki chal hai Aaj ka salam lo kal ka wada pakka Has ke mera nam lo kal ka wada pakka Kal ka wada pakka Kal ka wada pakka.

More songs from Chaubees Ghante

Aaj Ka Salam Lo Lyrics - Chaubees Ghante (1958) | Indian Film History