Indian Film History

Rangeen Aanchal Lyrics

From Chaubees Ghante (1958)

Duration
3:17
Haye kisi ka rangeen aachal Haath me aake chut gaya Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi Thesh lagi or tut gaya Thesh lagi or tut gaya Haye kisi ka rangeen aachal Haath me aake chut gaya Aise chali takdir ki aandhi Pyar ki shama jal na saki Aye bimar e mohabbat humse Teri nabje dub chali Chpke chupke teri dunia Ghar ka bhedi..haye Ghar ka bhedi lut gaya Ghar ka bhedi lut gaya Haye kisi ka rangeen aachal Haath me aake chut gaya Jisko najre dhundh rahi hai Haye wahi mehfil me nahi Thoda sa bhi dard mohabbat Us jalim ke dil me nahi Dilwao ko ranj yahi hai Ban ke nasiba Ban ke nasiba fut gaya Ban ke nasiba fut gaya Haye kisi ka rangeen aachal Haath me aake chut gaya Hath kaleje pe rakh rakh ke Jisko hamne yad kiya Usne hamse fer ke aanhke Gair ka ghar abad kiya Kehti hai thandi thandi aahe Pyar ka jadu Pyar ka jadu tut gaya Pyar ka jadu tut gaya Haye kisi ka rangeen aachal Haath me aake chut gaya Dil ka najuk najuk shisha thesh lagi Thesh lagi or tut gaya Thesh lagi or tut gaya Haye kisi ka rangeen aachal Haath me aake chut gaya.

More songs from Chaubees Ghante

Rangeen Aanchal Lyrics - Chaubees Ghante (1958) | Indian Film History