Dana Paani (Part- 2) Lyrics | Dana Paani

Lyricist : Hasrat Jaipuri
Music Director : Deven Verma , Anu Malik
Singer : Anup Jalota
                        
                        kis kis ko kis dhang se deta
uski chahat kya khiye
kare jo mehnat pa leta hain
uski rehmat kya khiye

kis kis ko kis dhang se deta
uski chahat kya khiye
kare jo mehnat pa leta hain
uski rehmat kya khiye

haath hain uske lena dena
pyaar ka uske kya haal hain kahna
kahi bhi jaao roti paao
ye jo mile duniya hain suhaani
dana paani dana paani
har kisi ki yahi kahani
kaha milega kidhar milega
jaan nabaai zindagaani
dana paani dana paani
har kisi ki yahi kahani.